Friday 20 December 2013

Sad Shayari SMS


Mere marne par mere mukhalif gam na karna,
zinda rahu to silsila-e-raqeebiyat kam na karma,
ye mana ki meri wafaa ka wazan ab bhi zyada hai,
kuch bhi ho tu apni bewafaai ka mauzu kam na karna.

Dard Shayari SMS



Dard ko bhi ab dard hone laga hai,
dard seene mein chup kar roone laga hai,
na roye hum kabhi dard ko dekh kar ,
par ab dard humein dekh kar rone laga hai...